Dialogues of Kick are being loved by everyone. Here we present you some Dialogues from film which will surely remind you the great time you had while listening them onscreen.
Ayeee!!! mujhse jo dushmani mol leta hai uspe oopar wala reham to kar deta hai magar main nahi, aaj ke baad agar tune mere dost ki taraf aankh bhi utha kar dekha to yamuna mein paani nahi tera khoon bahega.
Isi prakar ke dialogue ka aapko intezaar tha MLA ji, Sorry!! I am not capable of it
Mere baare mein itna mat sochna, dil mein aata hu samajh mein nahi
Chehre par gussa, man mein gaali..goli bhi chala li, fir bhi dono haath khaali
Ye maarta sirf ek ko hai, baaki apne aap bhaag jate hain
Jacqueline: Ye kaisa human being hai ?
Friend: Ye saala ek dam ulta hai, ye being human hai
Itne bade ho gaye ho, itni lambi daadi nikal aayi hai phir bhi mandir mein parvesh karte ho vo bhi jooto ke saath, sharam aani chahiye
Aapne bill de diya? nai main isliye pooch raha tha kyuki baad mein aap bill nahi de paaoge
Doodh v peg bana ke pilana penda mere HUBSAND nu v kharaab kar dita hai
Machli chahe kitni bhi tez ho ek baar fas jaye to kilo ke bhaav bikti hai
Dar gaya… mujhe bada maza aata hai jab koi darta hai, pata chalta hai use apni zindagi ki parwah hai, aur jise zindagi ki parvah hoti hai maa kasam maarne ka maza usi ko aata
Aap devil ke peeche devil ke peeche too much fun
Woh jeena bhi koi jeena hai jisme kick na ho pagli
Jayanti mere paas time nahi hai aur tumhare paas bacha nahi hai
Agar saamne aa ke gale bhi lag jau na, tab bhi tu mujhe pehchaan nahi paayega
No comments: