Sunday 13 July 2014

Exclusive: Awesome Lyrics of Honey Singh’s ‘Yaar Na Miley’ from Kick

Here is The Lyrics of The Party Song of The Year. Devil Song ‘Yaar Na Miley‘ from The Blockbuster Movie Kick. The Song is Picturised on Salman Khan and Nargis Fakhri. Find Its Awesome Lyrics Below.

Song – (Devil Song) Yaar Naa Miley
Movie – Kick
Singer – Yo Yo Honey Singh, Jasmine Sandlas
Music Composer - Yo Yo Honey Singh
Lyrics – Yo YO Honey Singh, Jasmine Sandlas

Yaar Na Miley Song Lyrics
(Jasmine Begins)

Tu hai lajawaab, tere jalwe hazaar
Mera bhi pata hai, main na maanu kabhi haar
Teri meri duniya mein be-hisaab pyaar
Main hoon ek Angel aur Devil mera yaar

Tere jaisa duniya mein koi bhi nahi
Jise dhoondti nazar lage tu hi hai wahi
Pariyon ki rani hoon main sabse haseen
Par tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina kick mujhe milti nahin
Tere bina, tere bina…


Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan

(Yo Yo Honey Singh Begins)

Aaj shaam baby, tere hi naam baby
Aa tujhe pyaar karoon main, sar-e-aam baby
Hai intezaam baby, kar aitraam baby
Iraade naik hai mere, na koi ganda kaam baby
Ishq, pyaar, aur waar khule aam karoon
Main hoon mutasib tujhse dil ye tere naam karoon
Aaja meri baahon mein, tell me love you baby
Kahin tu mujhse ye na keh de

Je mainu yaar na mile, mile.. mile…
Te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan

Mohabbat bhi karke dekhi
Kya paaya woh kaise bataaun
Dil ka aisa aalam tha ke
Dard-e-dil kisko sunaaun
Haan main hoon tera gunehegaar
Mat dohrana tum ab ye baat

Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan
Je mainu yaar na mile te mar jaawaan
Je mainu pyaar na mile, je mainu yaar na mile
Je mainu pyaar na mile te mar jaawaan

Main mar jaawaan, main mar jaawaan
Main mar jaawaan

No comments: